Four years have passed , time has been ordered to work in this persistent manner . Life keeps on moving , it always does . But best part of our life always remain hiding beneath our heart . We can remember it , smile or cry on it or just hope to live those dead moments again....someday....somewhere...again .
There are always some moments in the life of an average college student that never dies . He likes to feel them , he wants to remember them or simply can't erase them as they are inherently embedded into his existence . So let us try to relive some instatnts of such a college student .
First day in college : " aaah so many new faces , all of them weird . I can't survive here . I miss my school friends "
ninth day : " Lets go for some movies yaar , We never did it in college . My school friends were so boring . acha hai, i left them "
Those who look egoistic and weird first day becomes your friend for the whole college life .
In first semester : " I have to study yaar , papers are on the edge . I have to score good marks at any cost "
In seventh semester : " We have our paper day after tomorrow na ??? Chal , we'll study tomorrow . I have 9 in internals , 6 grace marks........getting 35 in external is easy . Isn't it ???......... At least i think so ......... Oh god , I am gone "
When proposed a girl : She refused even without hearing it . She disgusted , friends laughed , I hid my tears and said " kya farak padhta hai " but still thinking what went wrong inside my mind .
When proposed another girl : She accepted , friends roared with full enthusiasm , i was happy . At least there will be a hand in my hand too .
On friends B'day : " Today we will have a grand party , we have been fasting for past two days " . Everyone laughs except the b'day boy .
On my B'day : " yaar , my stomach is upset . You take whatever you want but yes , do not order any non-veg stuff as i am a proud member of PETA " . This time the old b'day boy is in full ' josh ' .
Final days : will updat later ;)
Saturday, April 24, 2010
“You have four years to be irresponsible here. Relax. Work is for people with jobs. You’ll never remember class time, but you’ll remember time you wasted hanging out with your friends. So, stay out late. Go out on a Tuesday with your friends when you have a paper due Wednesday. Spend money you don’t have. Drink ’til sunrise. The work never ends, but college does…”
“ek din zindagi aise mukam pe pahunch jayegi, dosti to sirf yaadon mein rah jayegi. Har cup chai yad dosto ki dilayegi, aur haste haste fir aankhe nam ho jayengi, office ke chamber mein classroom nazar ayega, par chahne par bhi proxy nahin lag payegi. Paisa to bahut hoga magar, unhe lutane ki wajah kam ho jayegi. Ji lo khul ke in palo ko, kyunki zindagi in palo ko fir nahin dohrayegi..”

Today was our last working day and it was today that Scribbling Day was held. Though i still cant believe it that from tomorrow i wont be able to sit in class and laugh during the lectures or get irritated by the missed calls and smsses by my friends or i wont be pushed out of my seat anymore during class or i wont be able to discuss everything under the sun except studies right from movies to "Enlightenment" to Religion to Politics to Music etc etc in the lecture. Right now faced with too much emotions and it would require another post so i will skip how i feel about last day of college.
Raah dekhi thi is din ki kabse
Aage ke sapne saja rakhe the naajane kab se
Bade utavle the yahaan se jaane ko
Zindagi ka agla padaav paane ko
Par naa Jane kyon ..dil mein aaj kuch aur aata hai
Waqt ko rokne ka jee chahta hai
Jin baton ko lekar rote the
Aaj un par hansi aati hai
Na jaane kyon aaj un palon ki yaad bahut aati hai
Kaha karte the ..badi mushkil se char saal she gaya
Par aaj kyon lagta hai ki kuch peeche reh gaya
Na bhoolne wali kuch yaadein reh gayi
Meri taang AB kaun kheencha karega
Sirf mera sir khane kaun mera peecha karega
Jahaan 2000 ka hisaab nahin wahaan 2 rupay ke liye kaun ladega
Kaun raat bhar saath jag kar padega
KAUN MERI gaadi mujse pooche bina lejayega
Kaun mere naye naye naam banayega
Mein AB bina matlab kis se ladoonga
Bina topic ke kisse faalto baat karoonga
Kaun fail hone par dilasa dilayega
Kaun galti se number aane par gaaliyaan sunayega
Sadak mein Beer kis ke saath piyoonga
Wo haseen pal AB kis ke saath jiyoonga
Aise dost kahaan milenge
Jo khai mein bhi dhakka de aayein
Par fir tumhein bachane khud bhi kood jayein
Mere gaano se pareshaan kaun hoga
Kabhi muje kisi ladki se baat karte dekh hairaan kaun hoga
Kaun kahega saale tere joke pe hansi nahin aai
Kaun peeche se bula ke kahega..Aage dekh bhai
Movies mein kiske saath dekhhonga
Kis ke saath boring lectures jheloonga
Mere farzee certificates ko raddi kehne ki himmat kaun karega
Bina dare sachi rai dene ki himmat kaun karega
Achanak bin matlab ke kisi ko bhi dekh kar paglon ki tarah hansna
Na jaane ye fir kab hoga
Keh do doston ye dobaara sab hoga
Doston ke liye professor se kab lad payenge
Kya hum ye fir kar payenge
Raat ko 2 baje poha khane aur cig pine kaun jayega
Tez gaadi chalane ki shart kaun lagayega
Kaun muje mere kabiliyat par bharosa dilayega
Aur jyada hawa mein udne par zameen pe layege
Meri khushi mein sach mein khush kaun hoga
Mere gam mein muj se jyada dukhi kaun hoga

Subscribe to:
Posts (Atom)